Urdu Shayari Sms
Love Shayari
dil se tera kahayal na jai
dil se tera kahayal na jai to kaya karain,tu bata
tu yad aaye to kaya karain,hasrat hai tuje ik nazar
dekhanay ki,magar kismat wo lamaha na laye to
kaya karain By Hunny
muskra kar hum jee jathe hain.
muskra kar hum jee jathe hain. laiken zeher ka piyla
pee jathe hain.
jaan se bhi ziyada pyaar karthe hain ke marthe marthe
bhi hum jee jathe hain. By Thameem
Dosti achchi ho toh rang laati hai,
Dosti achchi ho toh rang laati hai,
Dosti gehri ho toh sabko bhaati hai,
Dosti naadaan ho toh toot jaati hai,
Par agar dosti apne jaisi ho.... Urdu sms shayari
.... Toh itihaas banaati hai ! By Ashu
Phoolon ne ater ka jaam beja hai.
Phoolon ne ater ka jaam beja hai
Taron ne gaghan say salam beja hai.
Her khushi mubarik ho aap ko
Sachey dil say hum nay dil ka pegham beja hai. By
Shabnum from Skt
Main uski shakal ko dil s
Main uski shakal ko dil se utar deti hoon.....kabhi
kabhi tu main khud ko bhi mar deti hoon.....ye mera
haq hai mai use dukh bhi doon....main chaht bhi
tu use beshumar deti hoon.By Nishi
Humne Maut Rok kar bhi
Humne Maut Rok kar bhi tera Intezaar kia,Aye Dost
Tery Jhootay Waday ka Intezar Kiya,Humne jaan deny
may ik pal na ganwaya, aur tumne jan
lenay may bhi nakhra hazar kia By amjad hanif
Dil ka dard dil torrne waley kiya j
Dil ka dard dil torrne waley kiya jaaney,
Pyar ke rivajon ko zamana kiya jaaney,
Hoti hai kitni takleef larrki ko pataney main,
Ye ghar pe baitha larrki ka baap kiya jaaney By amjad
hanif
Wife n Mobile:
Wife n Mobile:
1) Dono hi dusro ke achche lagte hai.
2) Dono hi naye achche lagte hai.
3) Dono ko hi raat bhar charge karna padta hai. By
amjad hanif
Mujh se har bar woh apni
Mujh se har bar woh apni nazrien chura laita hay..may
ne kaghaz par bhi bana kar dekhy hay ankhien (*_*)By
amjad hanif
Jab koi ap jaisay dost mil jaye
Jab koi ap jaisay dost mil jaye tau u know dil kiya
kehta hay. "Tujhay pyar kartay kartay mery umer
beet jaye,mujhay maut bhi jo aye tau tery bahoo
may."Love you JaanBy amjad hanif
Mana k tery nazar may tera p
Mana k tery nazar may tera pyar hum nahy,Kesay kahien
k tery talabgar ab hum nahi,Tun ko jalay,khak bana
kar bihca diya,Lo ab tumhari rah mein
divar ham nahi...dhoka diya he khud ko mohabbat k
naam par,Yeh kis tarah kahien k Gunahgar Hum nahien..jis
ko nikhara ham ney tmanna k khoon
se,Ghulshan mein us bahar k haqdar hum nahi..By amjad
hanif
woh humare nahi to kya gum hai
woh humare nahi to kya gum hai
hum to unhi ke hai yeh kya kam hai
na gum kam hai na ansu kam hai
dekhte hai rulanewale me kitna dum hai...........By
AWD.
Ret par naam kabhi likhte
Ret par naam kabhi likhte nahi,ret par likhe naam
kabhi tikte nahi,log kehte hain hum patthar dil hain,lekin
pattar par likhe naam kabhi mitte nahin By
Izma
UN ka ashiyna dil me basa rakha hai ...
UN ka ashiyna dil me basa rakha hai ......
UN ki tasveer ko seene se laga rakha hai.....
najane yad aate hain wo hi kion waise dost to hum
ne bhi bana rakha hai....By Umair
Mohabbat
Mohabbat khudaa ki Rehmat hai
Mehboob us mohabbat ke alaamat hai
Hum to paarde me the aur qaasid paigaam le aaya
Khat unke aane ka paigaam le aaya
Hum unnke ammad ki ummid lagaye baaite the aur dar
pe wo aaye
Unnke deedar-e-beqarari me hum parda-e-hayaa bhool
aaye!
Hawa Mein Tum...
Sadal se Mahekti hui
Purcafe Hawa ka Zokaa
Koi Lehraiye too
Lagta hai ke Tum Ho.