Shayari Sms
Love Shayari
woh bewafa hai to kia howa
woh bewafa hai to kia howa .........
mat kaho bura us ko ................
jo howa so howa ....................
khush rakhy khuda us ko ...........By Sayani
Rishton Ki Baat Na Yuon Chali Hoti
Rishton Ki Baat Na Yuon Chali Hoti
Daman Mein Aag Na Yuon Lagai Hoti
Zindagi To Weyse Hi Pareshan Thi Apni
Aur Na Meri Pareshani Yuon Barhai HotiBy Sayani
chalo hum DONKEY sahi aur tum
chalo hum DONKEY sahi aur tum ho LION magar tumhare
dum pichay se aage bhala kyoon aae tum baar baar use
mun main jo lete the By Sohail
Roye woh es kadar meri LASh se Hindi sms shayari
Roye woh es kadar meri LASh se lipatkar agar es baat
ka pata hota to kab ke mar gaye hote By Kapil
Khuda kare gum ho jae mobile tera
Khuda kare gum ho jae mobile tera
Mil jae muje,aur ho jae mera,
main sms ker ke tung krun logon ko, naam ae tera
Tooje jutey parein aur thunda ho kaleja mera By Arooj
Zafer
D se dosti, d se dushmani,
D se dosti, d se dushmani,d se dil , d se derd, d
se diwanagi, d se dillagi, per d se itne dur na ho
jana ke, d se dum hi nikal jae, Samjay D say Dear.
By Shumaila
Parhay likhay hotay ager
Parhay likhay hotay ager kartay kaam hakeemon ka
Bahana nabz ka hota pakrtay haath haseenoo ka By umer
dilwala )
jab t.v acha nan lage ghar
jab t.v acha nan lage ghar wale ache nan lagain sweet
girls achi naan lagain yahan tak k mun pasand khana
acha nan lagay tu ... tu kia ???"washroom jao
yaar pait main garbar hai" BY Adil
Bhehar ki gali main paan ki dukan,
Bhehar ki gali main paan ki dukan, Devdas ne dekhi
Paro Ki muskan, Devdas ne khilaya paro ko paan, Khake
paan Paro boli\\\"Shukriya Bhai Jan\\\"By
Zafar Iqbal Siddiqui
yeh dua hai tumhari zindagi
yeh dua hai tumhari zindagi sawar jaye, har nazar
me bas pyaar nazar aaye, tumhe jiski talash hai,mere
dost,khuda kare, wo khud tumhari talash me aaye!By
baasha
Samundar bhar syllabus he.
Samundar bhar syllabus he.nadi bhar padh pate he.balti
bhar yaad hota he.mug bhar likh pate he.chullu bhar
no. ate he.aao doob k mar jate he By baasha
u r sweet sona...i don't want to khona..
u r sweet sona...i don't want to khona..i want a place
in ur heart kona..other wise i will strat rona..atleast
hello to ker lo na..By Zani
Ek Hathi Agar Nadi
Ek Hathi Agar Nadi Me Kudta Hai To Kya Hoota Hai.....?.....?....?Socho.....?Are
Hathi Gilla Ho Jata Hai..... By Krishi
Hugli Hugli
Hugli Hugli
Dugli Dugli
Bugli Bugli
Ugly Ugly
Bussssss
s!!!!!!!!!!!!!!!!!
Hans mut yeh mantar Rang KALA karne ka tha jo too
nay parhlia,AB TERA KIA HOGA RAY KALIAAAA ;)By Sweeto0
Mohabbat
Mohabbat khudaa ki Rehmat hai
Mehboob us mohabbat ke alaamat hai
Hum to paarde me the aur qaasid paigaam le aaya
Khat unke aane ka paigaam le aaya
Hum unnke ammad ki ummid lagaye baaite the aur dar
pe wo aaye
Unnke deedar-e-beqarari me hum parda-e-hayaa bhool
aaye!
Hawa Mein Tum...
Sadal se Mahekti hui
Purcafe Hawa ka Zokaa
Koi Lehraiye too
Lagta hai ke Tum Ho.