Hindi Love
Love Shayari
Bahaar aane se pehle fiza aa gayi
Arz kya hai: Bahaar aane se pehle fiza aa gayi, ki
bahaar aane se pahle fiza aa gayi, aur phool khilne
se pahle....bakri kha gayi..
Us se milna hi nahin dil main
Us se milna hi nahin dil main tahaiya (Irada) kar
lain
Woh khud aye to bohat sard rawaiya kar lain By Javed
Iqbal
Haseeno ne haseen banke gunah,
Haseeno ne haseen banke gunah Kiya,
auronko to theek, humko bhi tabah kiya
pesh kiya gazhlon mein jab unki bewafaiee ko,
auron ne to theek unhone bhi WAH WAH kiya ...By Santosh
Suna hai ke us ko rubt hai kharab halon
Suna hai ke us ko rubt hai kharab halon say, yehi
baat hai to apne aap ko berbaad ker kay dekhtay hain.
By Nazia
dosti kaa yeh paigham aap kaay naam
dosti kaa yeh paigham aap kaay naam
zindagi ki her shaam aap kaay naam Hindi sms shayari
iss safar mein hamsafar hai hum dono
iss dosti ko nibhana hai aap kaa kaam By Dream Girl
kisi naay dil ko isqadar choo
kisi naay dil ko isqadar choo leya kay hum kisi aur
ko choo naa sakay
hum tuu chaly taay dost banany aap tuu dil ki dharkan
ban gaye... By Dream Girl
tujay chanay walay kam naa hoon gaay
tujay chanay walay kam naa hoon gaay
waqat kaay sath shahid hum naa hoongaay
chahay kisi ko kitna b pyar deyna
lekin teri yaadon kaay haqdar sierf hum hoon gaay
By Dream Girl
dosti ko pluse karo,doshmani
dosti ko pluse karo,doshmani ko minus karo,khosi ko
multiply karo and ghamo ko divide karo.kyia pata kal
ho na ho and love ko enjoy karo BY ALA
tum ho tu ham hain,ham hai
tum ho tu ham hain,ham hai tu jaha hai warna kuch
be nahi,coz there is no end 2 loveBY ALA
yoon to zindagi sadyoon ka gumaan tha..
yoon to zindagi sadyoon ka gumaan tha...
Dekha to ek saanse ka sara jahan tha...By Qaay
Tufano me kashti ko kinaray bhi
Tufano me kashti ko kinaray bhi miltay hain, jahan
ma logon k saharay bhi miltay hain , duniya me sub
se payari ha zindgi khuch log zindgi se bi payarey
miltay ha.By Ali
mangta hoon to deti nahi
mangta hoon to deti nahi
jawab meri baat ka
deti ho to khara ho jata hai
rom rom jazbaat ka
kyun kehte ho bar bar daloo
baloo mein phool ghulab ka By warraich
Ik tabasum honto pay raksa hai
Ik tabasum honto pay raksa hai
Koshish hai gam chopane ki
Mere ahbaab samajte hai
Mujhe adat hai muskarane ki By Butt 0300
Tu jiye hajaro saal, Saal ke din
Tu jiye hajaro saal, Saal ke din hon 10,000 saal.
By Neel
Ehsaas Bohat Hoga Jab Chor Ke Jainga
Ehsaas Bohat Hoga Jab Chor Ke Jaingay
Roengay Bohat Magar Aansu Nahi Aaengay
Jab Saat Na De Koi To Awaz Hamain Dena
Aasman Per Bhi Hongay To Lout Ke Aaengay By JinBaba
sher;Phir na jane kon duao
sher;Phir na jane kon duao mai yaad karta ha,Mai dobta
hon samandar uchal deta ha. perodi;Phir na jane kon
gunaaho mai yaad karta hai,Main chup rehta hoon our
teacher nikal deta ha. By shaheryar
zindagi main sada muskurate
zindagi main sada muskurate raho fasile kam karo dil
milate raho.dard kaisa bhi ho koi gham na karo.rat
kali sahi ankh nam na karo.ik sitara bno jagmagate
raho.By Rajja
Boy to a pretty girl, ajaa
Boy to a pretty girl, ajaa dil main aja, Girl: sandel
utarun kya? Boy, nahi, wese hi aja, yai masjid yan
mundir nahin hai.By Shubo
kya mangu khuda se tume pane ke ba
kya mangu khuda se tume pane ke baad.
kiska karu intzar zindgi main tere aane ke baad.
kyun pyar me jaan luta deta hai log ,
mujhe maloom hua tumhe apna banane ke baad. By Raj
Boparai
meri kisi khata pe naraj na hona.
meri kisi khata pe naraj na hona.
apni pyari c muskan kabi na khona.
sukoon milta hai sunn kar apki hansi ko,
haste rehna zindgi me kbi udaas na hona.......for
RAJ from Jass
Mohabbat
Mohabbat khudaa ki Rehmat hai
Mehboob us mohabbat ke alaamat hai
Hum to paarde me the aur qaasid paigaam le aaya
Khat unke aane ka paigaam le aaya
Hum unnke ammad ki ummid lagaye baaite the aur dar
pe wo aaye
Unnke deedar-e-beqarari me hum parda-e-hayaa bhool
aaye!
Hawa Mein Tum...
Sadal se Mahekti hui
Purcafe Hawa ka Zokaa
Koi Lehraiye too
Lagta hai ke Tum Ho.